Gunji Hai karbala mein Akbar teri Azaan|Nouha lyrics| anjumane masomeen|Roman English|Ali Akbar (a.s)
Gunji hai karbala mein Akbar teri Azaan
Anjuman e masomeen
Poetry|Iqbal Abedi
Recited|Mir saber Ali zawar
Gunji hai karbala mein Akbar teri Azaan
Shabbir ki nigaah mai hai ab dhu dhuan
Saj dhaj ke khaima gaah se nikala Ali ka Chand
Lene lagi balaeen Akbar ki bibiyaan
Shabbir ki nigah mein hai ab dhuan dhuan
Gunji hai karbala mein Akbar teri Azaan
Shabbir ki nigaah mai hai ab dhuan dhuan
Bete ko dekh lete the Nana ki yad par
Akbar chale Jo ran ko to tadpe shahe zamaan
Shabbir ki nigah mein hai ab dhuan dhuan
Gunji hai karbala mein Akbar teri Azaan
Shabbir ki nigaah mai hai ab dhuan dhuan
Zainab khuda ke vaste Laila Ko thaam lo
Maqtal se leke aata hun Ab lasha e jawan Shabir ki nigah mein hai dhuan dhuan
Gunji hai karbala mein Akbar teri Azaan
Shabbir ki nigaah mai hai ab dhuan dhuan
Kya tum chupa rahe Ho meri Jaan kuch kaho kyu is tarah ragadte ho aye Lal ediyaan
Shabir ki nigah mein hai ab dhuan dhuan
Gunji hai karbala mein Akbar teri Azaan
Shabbir ki nigaah mai hai ab dhuan dhuan
Maqtal se aai Zainab e muztar lahu mein tar
Rodad e gham sunati hai chehre ki surkhiya Shabbir ki nigah mein hai ab dhuan dhuan
Gunji hai karbala mein Akbar teri Azaan
Shabbir ki nigaah mai hai ab dhuan dhuan
Sehra Na dekh paye Jawa saal Tum Gaye Armaan khak mein Mila rooti hai bibiyan
Shabbir ki nigah mein hai ab dhuan dhuan
Gunji hai karbala mein Akbar teri Azaan
Shabbir ki nigaah mai hai ab dhuan dhuan
Qalbe Hussain Zainab o Laila bhi chid Gaya
Kha kar sina ka phal Gaye duniya se meri jaan
Shabbir ki nigah mein hai ab dhuan dhuan
Comments
Post a Comment