Har Zamana Mere Husain Ka Hai| maqabat lyrics| English|Farhan Ali waris| Imam Hussain (a.s)
Hussain Hussain moula×2
Moula
Hussain Hussain moula ×2
Hussain badesha, Hussain sahinsah,Hussain Deen hai, Hussain deen pana ×2
Jaan mago mai dil nahi doga×2
Dil thikana mere Hussain ka hai
Har Zamana Mere Husain Ka Hai ×2
Haq nibhana mere hussain ka hai
Dil thikana mere hussain ka hain
Har Zamana Mere Husain Ka Hai
Jiski Khatir Yeh Qayenat Bani×2
Aisa Nana Mere Husain Ka Hai
Har Zamana Mere Husain Ka Hai×2
ye jo kaba he tuman samjoge×2
Ghar purana mere hussain ka hain
Har Zamana Mere Husain Ka Hai×2
Raat se din yeh jo nikalta hai ×2
muskurana mere Hussain ka hai
Har Zamana Mere Husain Ka Hai×2
tum jise aasama samjate ho×2
shamiyana mere hussain ka hain
Har Zamana Mere Husain Ka Hai×2
Koi puche Ye Dor kiska hai ×2
tum batana mere Hussain ka hai
Har Zamana Mere Husain Ka Hai×2
boli zehra ye askh mujko do×2
ye khajana mere hussain ka hain
Har Zamana Mere Husain Ka Hai×2
Hussain badesha, Hussain sahinsah,Hussain Deen hai, Hussain deen pana×2
Ugra hai jo bade Karbala×2
dana dana mere Husain ka hai
Har Zamana Mere Husain Ka Hai×2
Jis Jagah Hur Banaye Jaate Hain×2
Kaarkhana Mere Husain Ka Hai
Har Zamana Mere Husain Ka Hai×2
Hussain badesha, Hussain sahinsah,Hussain Deen hai, Hussain deen pana×2
jab se ghar me saje hai mere alam×2
aana jana mere hussain ka hain
Har Zamana Mere Husain Ka Hai×2
Matami jab koi nazar aaye ×2
man Jana Na mere Hussain ka hai
Har Zamana Mere Husain Ka Hai×2
Hussain badesha, Hussain sahinsah,Hussain Deen hai, Hussain deen pana×2
Jis per har EK durud padta hai×2
wo Gharana mere Hussain ka hai
Har Zamana Mere Husain Ka Hai×2
roz palhate hu surhe rehman×2
Ye tarana mere hussain ka hain
Har Zamana Mere Husain Ka Hai×2
babe khebar jisne ukhad diya×2
aesa baba mere hussain ka hain
Har Zamana Mere Husain Ka Hai×2
mit gaya duar ab yazido ka×2
ab zamana mere hussain ka hain
Har Zamana Mere Husain Ka Hai×2
Mujh me rehan yeh shaoor jo hai×2
shayerana mere Hussain ka hai
Comments
Post a Comment