Aie Karbala Aie karbala |Nouha lyrics | English| irfan haider

 Aei Karbala x3 

En Nara O Shevan En Girya O Zaari Dar Khaima - e Shabbir Bapa Shaud 

( Aie karbala Karbala Aie Karbala ) x2 

Sare janib hai sitamgar (be qata aale payambar)x2

Koi be makhna aur chadar ( koi be hosh zamee par ) x2 

Shud zainab - e girya ba haal - e - pareshaa as dast - e sitamgar be rida shaud

 ( Aie karbala Karbala Aie Karbala ) x2 

Jal utha aag se sehra (Kahi qaima Kahi jhula) x2

Har taraf Ek hai manzar ( kahi matam kahi noha ) x2 

As aatishe shoza az naar - e - Farawa paamaal - e - sitam aale aba shaud 

( Aie karbala Karbala Aie Karbala ) x2 

Aaya yeh kaisa moharram (bibiyana roti hai paiham) x2

Khoon barsati hai aankhe ( khoon me duba hai parcham ) x2

Aamacho Muharram girya khona aalam khoona ba fisha chashme aza shaud

( Aie karbala Karbala Aie Karbala ) x2 

Hai kahi lasaye akbar (toh Kahi turbate asghar) x2

Zakhm kis derja lage hai ( haye Bano ke jigar par ) x2 

ham shakley Payambar lakhte dil - e - Sarwar asteero sina asr - e - kaza shaud 

( Aie karbala Karbala Aie Karbala ) x2 

Binte zehra ki duhai (sath roti hai khudai) x2

De gaya daag - e - judaee ( haay Abbas sa bhai ) x2 

Be taab se gham khwaa shut sani - e - Zahra Abbas labe nehr fiza shaud 

( Aie karbala Karbala Aie Karbala ) x2 

Aise bikhra koi Lasha (jaise bikhra huwa sehra) x2

Khaak par bethi hai Farwa ( aur karti hai ye noha ) x2 

Lakhte dil - e - Farwa gum gashtare sehra paamaal - e sitam noha laka shuad 

( Aie karbala Karbala Aie Karbala ) x2 

Ik taraf pyaaso ka girya ( ik taraf rota hai darya ) x2 

Marsiya parti hai Fiza ( aur kehti hai ye Zehra ) x2 

Gham tashna labara darya - e - rawara intash nalabe kehro bara shaud 

( Aie karbala Karbala Aie Karbala ) x2 

Har ghadi seno mai gham ho (inke hatho mai Alam ho) x2

Hashr Tak zinda rahe yeh jo rawani mai khalam ho

E - mazharo irfan E- khama e shada guftar labe aqle abba shaud

( Aie karbala Karbala Aie Karbala ) x2 






Comments

Popular posts from this blog

Baba Jan |Nouha lyrics| English | Farhan Ali waris

Ali Akbar abhi maidan ko na Jao beta|Nouha lyrics| Hazrath Ali Akbar (a.s)|anjumane masomeen| RomanEnglish

Aye Aun-o- Mohammed mere Aye Aun-o-Muhammed|Anjumane Masomeen|lyrics|English|Roman English